Karbala Se Shaam Ja Rahay Hain Hussain Lyrics | Farhan Ali Waris | Lyrixpk

 Karbala Se Shaam Ja Rahay Hain Hussain (a.s.) is a soulful noha recited by Farhan ali waris for Muharram 2025. Written by Mazhar Abidi and composed by Hassan Ayaz Jaffri, this noha shares the deep pain and journey of Imam Hussain (a.s.)’s family from Karbala to Shaam.




Karbala Se Shaam Ja Rahay Hain Hussain Lyrics

Karbala Basa Kar Apna Ghar Luta Kar
Karbala Basa Kar Apna Ghar Luta Kar

Gud Ke Sabhi Pale
Reet Mein Chopa Kar

Karbala Se Shaam Ja Rahe Hain Hussain

Nayze Pe Qur’an Suna Rahe Hain Hussain

Karbala Se Shaam Ja Rahe Hain Hussain

Jang E Karbala Ko Maine Fatah Kar Liya
Fateh E Damishq Hogi Bint E Sayyida

Yeh Qadam Qadam Bata Rahe Hain Hussain
Nayze Pe Qur’an Suna Rahe Hain Hussain

Bibiyaan Ke Sar Khule Koi Na Dekh Le
Har Nigaah Meri Samt Hi Jami Rahe

Sab Ko Mo'jza Dikha Rahe Hain Hussain
Nayze Pe Qur’an Suna Rahe Hain Hussain

Bain The Sakina Ke Main Ro Nahi Saki
Baba Kitne Din Hue Main So Nahi Saki

Lori Beti Ko Suna Rahe Hain Hussain
Nayze Pe Qur’an Suna Rahe Hain Hussain

Be Rida Haram Hain Chaar Simt Ahl E Shar
Khoon Ro Raha Hai Saarban Jhukaaye Sar

Uska Hosla Badha Rahe Hain Hussain
Nayze Pe Qur’an Suna Rahe Hain Hussain

Aag Aur Pathron Ki Baarishein Hui
Zakhmi Sar Behn Ka Hai Lahu Lahu Jabeen

Zakhm Pathron Se Kha Rahe Hain Hussain
Nayze Pe Qur’an Suna Rahe Hain Hussain

Jab Suna Yeh Sheereen Ne To Ro Ke Di Sada
Jaag Utha Naseeb Mera Ae Mere Khuda

Aaj Mere Ghar Pe Aa Rahe Hain Hussain
Nayze Pe Qur’an Suna Rahe Hain Hussain

Bete Bhaanje Bhateeje Ban Mein So Chuke
Alqama Pe Sher Jaisa Bhai Kho Chuke

Wada Aakhri Nibha Rahe Hain Hussain
Nayze Pe Qur’an Suna Rahe Hain Hussain

Qaflay Se Mutma'in Imam Ho Gaye
Shaam Pohnche Khatam Saare Kaam Ho Gaye

Nana Se Duayein Paa Rahe Hain Hussain
Nayze Pe Qur’an Suna Rahe Hain Hussain

Maante Hain Maatami Bhi Aur Farhaan Bhi
Dastan E Gham Safar Ki Mazhar Abidi

Likh Raha Hoon Main Likha Rahe Hain Hussain
Nayze Pe Qur’an Suna Rahe Hain Hussain

Karbala Se Shaam Ja Rahe Hain Hussain
Karbala Se Shaam Ja Rahe Hain Hussain

Karbala Basa Kar Apna Ghar Luta Kar
Gud Ke Sabhi Pale Reet Mein Chha Kar

Hindi

कर्बला बसा कर अपना घर लुटा कर
कर्बला बसा कर अपना घर लुटा कर

गोद के सभी पाले
रीत में छा कर

कर्बला से शाम जा रहे हैं हुसैन

नैज़े पे कुरआन सुना रहे हैं हुसैन

कर्बला से शाम जा रहे हैं हुसैन

जंग-ए-कर्बला को मैंने फ़तह कर लिया
फ़तह-ए-दमिश्क होगी बिन्त-ए-सैयदा

ये कदम कदम बता रहे हैं हुसैन
नैज़े पे कुरआन सुना रहे हैं हुसैन

बिबियाँ के सर खुले कोई न देख ले
हर निगाह मेरी سمت ही जमी रहे

सब को मोज़िज़ा दिखा रहे हैं हुसैन
नैज़े पे कुरआन सुना रहे हैं हुसैन

बैन थे सकीना के मैं रो नहीं सकी
बाबा कितने दिन हुए मैं सो नहीं सकी

लोरी बेटी को सुना रहे हैं हुसैन
नैज़े पे कुरआन सुना रहे हैं हुसैन

बे-रिदा हरम हैं चार सिम्त अहल-ए-शर
खून रो रहा है सारबान झुकाये सर

उसका हौसला बढ़ा रहे हैं हुसैन
नैज़े पे कुरआन सुना रहे हैं हुसैन

आग और पत्थरों की बारिशें हुई
जख्मी सर बेहन का है लहु लहु जबीं

जख्म पत्थरों से खा रहे हैं हुसैन
नैज़े पे कुरआन सुना रहे हैं हुसैन

जब सुना ये शीरीं ने तो रो के दी सदा
जाग उठा नसीब मेरा ऐ मेरे खुदा

आज मेरे घर पे आ रहे हैं हुसैन
नैज़े पे कुरआन सुना रहे हैं हुसैन

बेटे भांजे भतीजे बन में सो चुके
अल्क़मा पे शेर जैसा भाई खो चुके

वादा आख़िरी निभा रहे हैं हुसैन
नैज़े पे कुरआन सुना रहे हैं हुसैन

क़ाफ़ले से मुतमइन इमाम हो गये
शाम पहुंचे ख़त्म सारे काम हो गये

नाना से दुआएं पा रहे हैं हुसैन
नैज़े पे कुरआन सुना रहे हैं हुसैन

मानते हैं मातमी भी और फ़रहान भी
दास्तान-ए-ग़म सफ़र की मज़हर आबिदी

लिख रहा हूँ मैं लिखा रहे हैं हुसैन
नैज़े पे कुरआन सुना रहे हैं हुसैन

कर्बला से शाम जा रहे हैं हुसैन
कर्बला से शाम जा रहे हैं हुसैन

कर्बला बसा कर अपना घर लुटा कर
गोद के सभी पाले रीत में छा कर


LyrixPK – FAQs & Trivia for "Karbala Se Shaam Ja Rahe Hain Hussain"

🎙️ Recited: Hassan Ayaz Jaffri
🕊️ Noha: Karbala Se Shaam Ja Rahe Hain Hussain
✍️ Lyrics: Mazhar Abidi
🎼 Composition: Hassan Ayaz Jaffri


Who recited the noha "Karbala Se Shaam Ja Rahe Hain Hussain"?
"Karbala Se Shaam Ja Rahe Hain Hussain" is beautifully recited by Hassan Ayaz Jaffri.

Who wrote the lyrics of "Karbala Se Shaam Ja Rahe Hain Hussain"?
The heartfelt lyrics are written by Mazhar Abidi.

Who composed the noha "Karbala Se Shaam Ja Rahe Hain Hussain"?
This emotional noha is composed by Hassan Ayaz Jaffri.

When was "Karbala Se Shaam Ja Rahe Hain Hussain" released?
"Karbala Se Shaam Ja Rahe Hain Hussain" was released in Muharram 2025 among the new nohay 2025 collection.

What is the main theme of "Karbala Se Shaam Ja Rahe Hain Hussain"?
This noha narrates the sorrowful journey from Karbala to Shaam, reflecting the sacrifice and suffering of Hussain and his family.

Post a Comment

0 Comments