Noha "Yeh Sub Hussain Walay Hain" is recited by Syed Mohammad Shah. The lyrics, written by Arsalan Azmi With soulful composition by Syed Mohammad Shah himself, this noha beautifully portrays the spirit of Karbala, the essence of sacrifice, and the pride of being among Hussain walay.
Yeh Sub Hussain Walay Hain Lyrics
Yeh khaak hai jinke baalon mein
Aansu hai jinki Aankhon mein
Parcham ko utha kar chalte hain
Labiak "Hussaina" kehty hain
Labiak Ya Hussain
Nokar hai magar Sardar hai yeh
Shabeer k matamdar hai yeh
Zahra ki dua hai ab sare zamane walon parcha jane wale hain
Zahra ki duaon mein, Parcham ki chhaon mein
Jo aane wale hain sab
Ye sab HUSSAIN WALAY HAIN
Hai pehli mehram aayi, maatam ki hai tayari
Hone ko hai shabedari
Rone is majlis mein jinnat o malak saare
Ab aane wale hain
Ye sab HUSSAIN WALAY HAIN
Kal kiya tha or ab kia hai Jibreel ka mansab kya hai
Aadam ka matlab kya hai
Zahra ka Shehzada jhoole mein agar roye
Behlaane wale hain
Ye sab HUSSAIN WALAY HAIN
Labaik Ya Hussain...
Khat likh ke bulaate hain
Zawar banaate hain
Kismat ko jagaate hain
Zawari par apni
Jisko Jisko Maula khud bulwaane wale hain
Ye sab HUSSAIN WALAY HAIN
Ahrame azaan pehno
Gham aankhon mein rakho
Labaik sabhi bolo
Yeh dekh ke khud Mehdi
Hum logon se bole
Hum aane wale hain
Ye sab HUSSAIN WALAY HAIN
Sajta hai aza khaana
Aati hai khud Zahra
Hum se lene pursa
Hum apne ashkon se
Dil bibi Zahra ka behlaane wale hain
Ye sab HUSSAIN WALAY HAIN
Paani ki sabeelon par
Hai saare paighambar
Thaame Aab-e-Kausar
Yeh saare Nabi khud ko
Khudam shah e wala kehlane wale hain
Ye sab HUSSAIN WALAY HAIN
Labaik Ya Hussain...
Pehne Kaale kapde
Thame Zanjeer ke daste
Chalte hain nauha padte
Yeh maatam mein halko
Jaakar sab fatwon ko dafnane wale hain
Ye sab HUSSAIN WALAY HAIN
Pamal huye hain jo
Kaanton pe chale hain jo
Nake se gire hain jo
Bazaar ki raahon mein
Yeh ahle-e-sitam jinko
Tadpaane wale hain
Ye sab HUSSAIN WALAY HAIN
Arsalan Karam hai yeh
Hum sab ka bharam hai yeh
Kya rutba kam hai yeh
Jo sunne wale hain
Jo padhne wale hain
Jo likhne wale hain
Ye sab HUSSAIN WALAY HAIN
اردو شاعری
یہ خاک ہے جن کے بالوں میں
آنسو ہیں جن کی آنکھوں میں
پرچم کو اٹھا کر چلتے ہیں
لبیک "حسینا" کہتے ہیں
لبیک یا حسین
نوکر ہے مگر سردار ہے یہ
شبیر کے ماتمدار ہے یہ
زہرا کی دعا ہے اب سارے زمانے والوں پرچہ جانے والے ہیں
زہرا کی دعاؤں میں، پرچم کی چھاؤں میں
جو آنے والے ہیں سب
یہ سب حُسین والے ہیں
ہے پہلی محرم آئی، ماتم کی ہے تیاری
ہونے کو ہے شب داری
رونے اس مجلس میں جنات و ملک سارے
اب آنے والے ہیں
یہ سب حُسین والے ہیں
کل کیا تھا اور اب کیا ہے جبرائیل کا منصب کیا ہے
آدم کا مطلب کیا ہے
زہرا کا شہزادہ جھولے میں اگر روئے
بہلانے والے ہیں
یہ سب حُسین والے ہیں
لبیک یا حسین...
خط لکھ کے بلاتے ہیں
زوار بناتے ہیں
قسمت کو جگاتے ہیں
زواری پر اپنی
جس کو جس کو مولا خود بلوانے والے ہیں
یہ سب حُسین والے ہیں
احرامِ اذان پہنو
غم آنکھوں میں رکھو
لبیک سبھی بولو
یہ دیکھ کے خود مہدی
ہم لوگوں سے بولے
ہم آنے والے ہیں
یہ سب حُسین والے ہیں
سجتا ہے عزا خانہ
آتی ہے خود زہرا
ہم سے لینے پرسہ
ہم اپنے اشکوں سے
دل بی بی زہرا کا بہلانے والے ہیں
یہ سب حُسین والے ہیں
پانی کی سبیلوں پر
ہیں سارے پیغمبر
تھامے آبِ کوثر
یہ سارے نبی خود کو
خُدامِ شاہِ والا کہلانے والے ہیں
یہ سب حُسین والے ہیں
لبیک یا حسین...
پہنے کالے کپڑے
تھامے زنجیر کے دستے
چلتے ہیں نوحہ پڑھتے
یہ ماتم میں حلقوں
جا کر سب فتووں کو دفنانے والے ہیں
یہ سب حُسین والے ہیں
پامال ہوئے ہیں جو
کانٹوں پہ چلے ہیں جو
نکے سے گرے ہیں جو
بازار کی راہوں میں
یہ اہلِ ستم جن کو
تڑپانے والے ہیں
یہ سب حُسین والے ہیں
ارسلان کرم ہے یہ
ہم سب کا بھرم ہے یہ
کیا رتبہ کم ہے یہ
جو سننے والے ہیں
جو پڑھنے والے ہیں
جو لکھنے والے ہیں
یہ سب حُسین والے ہیں
LyrixPK – FAQs & Trivia for "Yeh Sub Hussain Walay Hain"
🎙️ Recited: Syed Mohammad Shah
🕊️ Noha: Yeh Sub Hussain Walay Hain
✍️ Lyrics: Arsalan Azmi (Azlan)
🎼 Composition: Syed Mohammad Shah
Who recited the noha "Yeh Sub Hussain Walay Hain"?
The noha is passionately recited by Syed Mohammad Shah, known for his soulful Muharram recitations.
Who wrote the lyrics of "Yeh Sub Hussain Walay Hain"?
The lyrics were emotionally written by talented poet Arsalan Azmi (Azlan), reflecting deep devotion.
Who composed the noha "Yeh Sub Hussain Walay Hain"?
The noha's composition was beautifully handled by Syed Mohammad Shah himself for maximum impact.
Is "Yeh Sub Hussain Walay Hain" a Muharram noha?
Yes, this noha is part of the Muharram 2025 collection and is dedicated to the lovers of Imam Hussain (a.s).
What is the message of "Yeh Sub Hussain Walay Hain"?
The noha proudly honors all azadars and followers of Imam Hussain (a.s), celebrating the Hussaini identity.
0 Comments