Mujhe Yaad Rakhna" is a soulful Noha recited by Master Syed Mohammad Shah. This Noha is Written by Syed Haider Rizvi and composed by Syed Zaire Naqvi, this emotional tribute captures the grief, devotion, and love for Imam Hussain (a.s) and the martyrs of Karbala. This Noha resonates deeply with Azadars, especially during the sacred days of Muharram.
Mujhe Yaad Rakhna Lyrics
Karbala
Karbala
Karbala
Karbala
Janebe Karbo bala jab bhi koi jaata hai
Uske jaane ki khabar Maatmi jo sunta hai
Milne zawar se jaata hai tadapte hue wo
Jodh kar haath wo zawar se ye kehta hai:
Karoge jo Shah ko salaam aur sajda
Mujhe yaad rakhna, mujhe yaad rakhna
Bulawa mera is baras bhi na aaya
Magar pursa meri niyyabat mein dena
Tumhe yaad rakhenge khud bi bi Sughra
Mujhe yaad rakhna, mujhe yaad rakhna
Wahi to hai Sarwar se milwane waale
Dua meri karna unhi ke hawaale
Habib-e-Mazahir se bas itna kehna
Mujhe yaad rakhna, mujhe yaad rakhna
Suna hai nazar aata hai jab wo roza
Kisi ko koi bhi nahi yaad rehta
Duaon mein apni kahin kho na jaana
Mujhe yaad rakhna, mujhe yaad rakhna
Tumhe yaad rakhunga main majlison mein
Mujhe yaad rakhna haram ki safon mein
Yahi to hai haq hum pe ek doosre ka
Mujhe yaad rakhna, mujhe yaad rakhna
Mere paas hai sirf ashkon ka hathiyaar
Tumhe aur kya doon main iske alawa
Salaamat rakhe tumko Bali-e-Sakina
Mujhe yaad rakhna, mujhe yaad rakhna
Mujhe is qadar yaad karna hai dekho
Ke shaamon sheher hicchkiyaan aaye mujhko
Wahan hicchkiyaan le ke tum jab bhi ho na
Mujhe yaad rakhna, mujhe yaad rakhna
Ziyarat se laut kar jab bhi aana
Tabaruk me bas ye khabar mujhko dena
Mera naam tumne wahan par likha tha
Mujhe yaad rakhna, mujhe yaad rakhna
Abul Fazl ko dene jaaoge pursa
Tumhe vaasta Bereda Bibiyon ka
Haram haram ka jo noha sunaana
Mujhe yaad rakhna, mujhe yaad rakhna
Jahan par chhidi thi wo mashak-e-Sakina
Jahan par jarri ko bhi maara gaya tha
Tum us Neher mein jab arizy bahaana
Mujhe yaad rakhna, mujhe yaad rakhna
Jo Haidar ye baatein hain jo ye aqeedat
Ye hai usa Hussain Ibn-e-Haider ki sunnat
Ke Zainab se kehte the khud Shah-e-Wala
Mujhe yaad rakhna, mujhe yaad rakhna
مجھے یاد رکھنا
کربلا
کربلا
کربلا
کربلا
جانبِ کرب و بلا جب بھی کوئی جاتا ہے
اُس کے جانے کی خبر ماتمی جو سنتا ہے
ملنے زائر سے جاتا ہے تڑپتے ہوئے وہ
جوڑ کر ہاتھ وہ زائر سے یہ کہتا ہے:
اے مہمان مولا یہ احسان کرنا
مجھے یاد رکھنا، مجھے یاد رکھنا
کروگے جو شاہ کو سلام اور سجدہ
مجھے یاد رکھنا، مجھے یاد رکھنا
بلاوا میرا اس برس بھی نہ آیا
مگر پرسہ میری نیابت میں دینا
تمہیں یاد رکھیں گے خود بی بی سکینہ
مجھے یاد رکھنا، مجھے یاد رکھنا
وہی تو ہے سرور سے ملوانے والے
دعا میری کرنا انہی کے حوالے
حبیبِ مظاہر سے بس اتنا کہنا
مجھے یاد رکھنا، مجھے یاد رکھنا
سنا ہے نظر آتا ہے جب وہ روضہ
کسی کو کوئی بھی نہیں یاد رہتا
دعاؤں میں اپنی کہیں کھو نہ جانا
مجھے یاد رکھنا، مجھے یاد رکھنا
تمہیں یاد رکھوں گا میں مجلسوں میں
مجھے یاد رکھنا حرم کی صفوں میں
یہی تو ہے حق ہم پہ ایک دوسرے کا
مجھے یاد رکھنا، مجھے یاد رکھنا
میرے پاس ہے صرف اشکوں کا ہتھیار
تمہیں اور کیا دوں میں اس کے علاوہ
سلامت رکھے تم کو بلیِ سکینہ
مجھے یاد رکھنا، مجھے یاد رکھنا
مجھے اس قدر یاد کرنا ہے دیکھو
کہ شاموں شہر ہچکیاں آئیں مجھ کو
وہاں ہچکیاں لے کے تم جب بھی ہو نا
مجھے یاد رکھنا، مجھے یاد رکھنا
زیارت سے لوٹ کر جب بھی آنا
تبرک میں بس یہ خبر مجھ کو دینا
میرا نام تم نے وہاں پر لکھا تھا
مجھے یاد رکھنا، مجھے یاد رکھنا
ابوالفضل کو دینے جاؤ گے پرسہ
تمہیں واسطہ بی بیوں کا
حرم، حرم کا جو نوحہ سنانا
مجھے یاد رکھنا، مجھے یاد رکھنا
جہاں پر چھِدی تھی وہ مشکِ سکینہ
جہاں پر زری کو بھی مارا گیا تھا
تم اس نہر میں جب عرضی بہانا
مجھے یاد رکھنا، مجھے یاد رکھنا
جو حیدر، یہ باتیں ہیں جو یہ عقیدت
یہ ہے اُسے حسین ابنِ حیدر کی سنت
کہ زینب سے کہتے تھے خود شاہِ والا
مجھے یاد رکھنا، مجھے یاد رکھنا
LyrixPK – FAQs & Trivia for "Mujhe Yaad Rakhna"
🎙️ Recited: Master Syed Mohammad Shah 🕊️ Noha: Ay Mehman e Mola Mujhe Yaad Rakhna ✍️ Poetry: Syed Haider Rizvi 🎼 Composition: Syed Zaire Naqvi 🎧 Audio: Lawa Studio 🎥 Video: TNA Records
Who recited the Noha "Mujhe Yaad Rakhna"?
The deeply emotional Noha "Mujhe Yaad Rakhna" is beautifully recited by Master Syed Mohammad Shah, capturing the sorrow and devotion of Karbala.
Who wrote the lyrics of "Mujhe Yaad Rakhna"?
The heartfelt and spiritual poetry of this Noha was written by Syed Haider Rizvi, known for his moving words in Azadari literature.
Who composed the Noha "Mujhe Yaad Rakhna"?
The composition of Mujhe Yaad Rakhna was skillfully done by Syed Zaire Naqvi, adding powerful depth to the Noha's emotional message.
Where can I read the full lyrics of "Mujhe Yaad Rakhna"?
You can find the complete Roman Urdu and Urdu lyrics of Mujhe Yaad Rakhna on www.lyrixpk.com, your trusted platform for authentic Noha and Manqabat lyrics.
Is "Mujhe Yaad Rakhna" a Muharram Noha?
Yes, Mujhe Yaad Rakhna is a touching Muharram Noha that honors the sacrifice of Imam Hussain (a.s) and his companions, often played during majlis and Azadari gatherings.
0 Comments