Dil Chota Mat Karo Wo Bulain Ge Karbala is a noha recited by Mir Jawad Mir, son of Mir Hassan Mir. The lyrics are written by Mir Sajjad Mir, and the composition is done by Janab Raza Shah. This Muharram noha expresses the deep desire of azadars to visit Karbala.
Mola Karbala Bula Le Lyrics
Dil chhota mat karo, wo bulayenge Karbala
Maula Hussain sab ko dikhayenge Karbala
Dil chhota mat karo, wo bulayenge Karbala
Hussain sab ko dikhayenge Karbala
Sunkar Areeza Ghazi ne paighaam hai diya
Maula Hussain sab ko dikhayenge Karbala
Fehrist mujh se maang rahe the mere Imam
Likhwa diye hain Maula ko tum sab ke maine naam
Baaki hai bas Batool ki beti ka faisla
Maula Hussain sab ko dikhayenge Karbala
Aankhein tumhari sach hai ke puraad hai bohot
Wo khud bhi tumse milne ko betaab hai bohot
Ek baar dekho dil se to dekh kar unhein sada
Maula Hussain sab ko dikhayenge Karbala
Ghaafil nahi kisi se bhi Ibn-e-Abu Turab
Misle Mujab aayega har ek ka jawab
Labbayk "Ya Hussain" ki dete raho sada
Maula Hussain sab ko dikhayenge Karbala
Jo reh gaya watan mein usay kehna gham na kar
Khud pursa lene aayenge Shabbir tere ghar
Bas Shah se ziarat-e-Ashura maangna
Maula Hussain sab ko dikhayenge Karbala
Kehna tum usse jisne wasail ka tha kaha
Toh Re Shah ne kab ka barha diya
Le aaye apne bachon ko is saal Karbala
Maula Hussain sab ko dikhayenge Karbala
Farzand-e-Fatima ki badi bargah hai
Akbar ke baba jaan ki sab par nigaah hai
Sab hai wahan pe farq ameeron gareeb ka
Maula Hussain sab ko dikhayenge Karbala
Kar wo bala jo la na saka waalidayn ko
Are wo maanta nahi abhi Aaqa Hussain ko
Roza pe unke aaye bina mar gaye to kya
Maula Hussain sab ko dikhayenge Karbala
Jo matami jawaan hai Akbar ke pursadar
Sab ka khaas rehta hai Maula ko intezar
Maango jawano waasta dekh kar jawaan ka
Maula Hussain sab ko dikhayenge Karbala
Paison se kaun kehta hai jaate hain Karbala
Aata hai bas wo jisko bulate hain Karbala
Jisne bhi yaqeen hai is baat par rakha
Maula Hussain sab ko dikhayenge Karbala
Nazdeek jab Hussain ki turbat ke jaoge
Niyyat karo Sakina ki ghurbat sunaaoge
Sun'ne dekho apni laadli beti ka marsiya
Maula Hussain ko dikhayenge Karbala
Kaise bayaan ho Sughta ki haalat ajeeb thi
Beemar apni ammo se aakar lipat gayi
Are Sughra se yeh tasalli mein Abbas ne kaha
Maula Hussain sab ko dikhayenge Karbala
Abbas iski baat ka rakh lena tum bharam
Tere bharosay chalta hai Sajjād ka qalam
Isne to de diya hai zamane ko aasra
Maula Hussain sab ko dikhayenge Karbala
مولا کربلا بُلا لے
دل چھوٹا مت کرو، وہ بلائیں گے کربلا
مولا حسین سب کو دکھائیں گے کربلا
سن کر عریضہ غازی نے پیغام ہے دیا
مولا حسین سب کو دکھائیں گے کربلا
فہرست مجھ سے مانگ رہے تھے میرے امام
لِکھوا دیے ہیں مولا کو تم سب کے میں نے نام
باقی ہے بس بطول کی بیٹی کا فیصلہ
مولا حسین سب کو دکھائیں گے کربلا
آنکھیں تمہاری سچ ہے کہ پُرعذاب ہے بہت
وہ خود بھی تم سے ملنے کو بیتاب ہے بہت
ایک بار دیکھو دل سے تو، دیکھ کر اُنہیں صدا
مولا حسین سب کو دکھائیں گے کربلا
غافل نہیں کسی سے بھی ابنِ ابو تراب
مثلِ مجاب آئے گا ہر ایک کا جواب
لبیک یا حسین کی دیتے رہو صدا
مولا حسین سب کو دکھائیں گے کربلا
جو رہ گیا وطن میں اُسے کہنا غم نہ کر
خود پرسہ لینے آئیں گے شبیر تیرے گھر
بس شاہ سے زیارتِ عاشور مانگنا
مولا حسین سب کو دکھائیں گے کربلا
کہنا تم اُس سے جس نے وسائل کا تھا کہا
تو رے شاہ نے کب کا بڑھا دیا
لے آئے اپنے بچوں کو اِس سال کربلا
مولا حسین سب کو دکھائیں گے کربلا
فرزندِ فاطمہ کی بڑی بارگاہ ہے
اکبر کے بابا جان کی سب پر نگاہ ہے
سب ہے وہاں پہ فرق امیروں غریب کا
مولا حسین سب کو دکھائیں گے کربلا
کر وہ بلا جو لا نہ سکا والدین کو
ارے وہ مانتا نہیں ابھی آقا حسین کو
روزہ پہ ان کے آئے بنا مر گئے تو کیا
مولا حسین سب کو دکھائیں گے کربلا
جو ماتمی جوان ہے اکبر کے پُرسدار
سب کا خاص رہتا ہے مولا کو انتظار
مانگو جوانو واسطہ دیکھ کر جوان کا
مولا حسین سب کو دکھائیں گے کربلا
پیسوں سے کون کہتا ہے جاتے ہیں کربلا
آتا ہے بس وہ جس کو بلاتے ہیں کربلا
جس نے بھی یقین ہے اس بات پر رکھا
مولا حسین سب کو دکھائیں گے کربلا
نزدیک جب حسین کی تربت کے جاؤ گے
نیت کرو سکینہ کی غربت سُناؤ گے
سُننے دیکھو اپنی لاڈلی بیٹی کا مرثیہ
مولا حسین کو دکھائیں گے کربلا
کیسے بیاں ہو سُغتہ کی حالت عجیب تھی
بیمار اپنی اماں سے آکر لپٹ گئی
ارے صغریٰ سے یہ تسلی میں عباس نے کہا
مولا حسین سب کو دکھائیں گے کربلا
عباس اِس کی بات کا رکھ لینا تم بھرم
تیرے بھروسے چلتا ہے سجاد کا قلم
اس نے تو دے دیا ہے زمانے کو آسرا
مولا حسین سب کو دکھائیں گے کربلا
LyrixPK – FAQs & Trivia for "Dil Chota Mat Karo Wo Bulain Ge Karbala"
🎙️ Recited: Mir Jawad Mir
🕊️ Noha: Dil Chota Mat Karo Wo Bulain Ge Karbala
✍️ Lyrics: Mir Sajjad Mir
🎼 Composition: Janab Raza Shah
Who recited the noha "Dil Chota Mat Karo Wo Bulain Ge Karbala"?
The noha is emotionally recited by Mir Jawad Mir with soulful delivery and heartfelt tone.
Who wrote the lyrics of "Dil Chota Mat Karo Wo Bulain Ge Karbala"?
The impactful lyrics were written by renowned poet Mir Sajjad Mir.
Who composed the noha "Dil Chota Mat Karo Wo Bulain Ge Karbala"?
The soul-touching composition was done by Janab Raza Shah.
Is "Dil Chota Mat Karo Wo Bulain Ge Karbala" a Muharram noha?
Yes, this noha is part of the latest Muharram 2025 kalam, expressing hope, love, and longing for Karbala.
What is the message of "Dil Chota Mat Karo Wo Bulain Ge Karbala"?
It conveys the message that every azadar who truly longs for Karbala will one day be called by Imam Hussain (a.s) himself.
0 Comments