Naat Mohammad e Arabi Lyrics
Naat Mohammad e Arabi Lyrics - Shahid Baltistani has recited Naat Mohammad e Arabi whereas Allama Shahenshah Hussain Naqvi has written Mohammad e Arabi Lyrics.
Rehmatal Lil Alameen Hazrat Mohammad Mustafa (SAWW) Ki Zaat e Aqdas Tamam Insaniyat Hi Nahi Balkay Allah (jj) Ki Her Makhlooq Kay Liye Rehmat Hay , Aap (SAWW) Aur Apki Aal A.S Kainaat Ki Her Shay Per Allah (jj) Ki Hujjat Aur Alam e Insaniyat Kay Liye Baroz e Mehshar Shafaa't Ka Zariya Hain.
Paish e Nazar Kalam Alam E Islam, Bilkhusoos Mulk E Pakistan Main Ittihad O Mohabbat Kay Daai Allama Shahehshah Hussain Naqvi ( Aasi ) Ki Khoobusrat Takhleeq Hay Jisay Janab Shahid Baltistani Nay Bargaah e Sarkaar E Alameen (SAWW) Main Midhat Aur Insaniyat Pasand Doston Ki Khidmat Main Paigham e Amn-O-Mohabbat Kay Tor Per Paish Kia Hay.
- Kalam: Muhammad e Arabi (saww) - محمدِ عَرَبی ﷺ
- Recited & Composed: Shahid Hussain Baltistani
- Poet: Allama Shahenshah Hussain Naqvi (عاصیؔ)
- Translation: Syed Mohsin Rizvi (USA)
- Chorus: Shahid Baltistani & Rao Mutahir Ali
- Audio: RWDS - Khi
- Video: Ali Arman Baltistani - TNA Production
- DOP: Asad Ali Purki
- Production Team: Jafer Darvish, Baqir Baltistani
- Creatives: Zafar - Shuja GFX
Mohammad e Arabi Lyrics
نبی نبی
جہانِ حُسن سے یہ انقلاب ہو نا سکا
محمدِ عَرَبی کا جواب ہو نا سکا
پڑھا کے غیب سے بھیجا ہے میرے آقا کو
بجز نبی کوئی اُمی خطاب ہونا سکا
خدا سے دُور ہے اور وہ خودی سے ناواقف
در ِ رسول جسے دستیاب ہونا سکا
عرق جبین سے لے کر نبی بنائے گئے
پھر اُس کے بعد پسینہ گُلاب ہونا سکا
کرم نگاہیِ آقا ہیں بوذر و سلماں
وہ ذرہ کیا جو یہاں آفتاب ہونا سکا
حقیقتاً ابو طالب کے لاڈلے کے سوا
کوئی بھی مثلِ رسالت مآب ہو نا سکا
گناہ گار ہے رحمت کی بس تلاش میں ہے
ہمارا عاصیؔ بھی یوں بازیاب ہو نا سکا
0 Comments