Balaghal Ula Be Kamaalehi Lyrics - Ali Zafar

Balaghal Ula Be Kamaalehi Lyrics Ali Zafar

Balaghal Ula Be Kamaalehi Lyrics - Finally Ali Zafar came with his soulful performance  of Balaghal Ula Be Kamaalehi. Balaghal Ula Be Kamaalehi is a very popular naat and now when Ali Zafar sung Balaghal Ula Be Kamaalehi with his melodies voice and unique style it became a legendry naat of the century. 

Balaghal Ula Be Kamaalehi Lyrics Ali Zafar


Balaghal Ula Be Kamaalehi Lyrics


Khatam-e-Rasool, Kabaa-e-Maqsood Tuhi

Dar Soorat-e-Har Che Hust Mujood Tuhi


Ayaaty Kamaly Haq Ayan Ast Ba Tu

Aan Zaat Ke Dar Parda Nihan Bood Tuhi


Sohaani Raat Thi

Sohaani Raat Thi aur Pur-Sakoon Zamana Tha

Asar Main Doba Hua Jazb-e-Ashiqana Tha

Unhain Tu Arsh Pay Mahboob Ko Bolana Tha

Hawas Thi Deed Ki Miraj ka Bahana Tha


Sar-e-Lamakan Say Talab Hui

Sar-e-Lamakan Say Talab Hui

Sooe-Muntaha Wo Chale Nabi

Sar-e-Lamakan Say Talab Hui

Sar-e-Lamakan, Lamakan

Sar-e-Lamakan Say Talab Hui

Sooe-Muntaha Wo Chale Nabi


Ye Kamal-e-Husan Ka Mojza

Ke Firaq Haq Bhi Na Seh Saka

Sar-e-Lamakan Say Talab Hui

Sooe-Muntaha Wo Chale Nabi


Shab-e-Meraj Liya Arsh-e-Bareen Par Bolwaye

Sadma-e-Hijar Khuda Say Bhi Gawara Na Hua

Sar-e-Lamakan Say Talab Hui

Sooe-Muntaha Wo Chale Nabi


Sar-e-Lamakan Say Talab Hui

Soo-e-Muntaha Wo Chale Nabi

Sar-e-Lamakan Say Talab Hui

Soo-e-Muntaha Wo Chale Nabi


Koi Had Hai Unke Urooj Ki

Balaghal Ula Be Kamaalihi

Koi Had Hai Unke Urooj Ki

Balaghal Ula Bi Kamaalihi


Sar-e-Lamakan Say Talab Hui

Koi Had Hai Unke Uroj Ki

Sar-e-Lamakan Say Talab Hui

Koe Had Hai Unke Urooj Ki


Khair-ul-Wara, Sadar-Ud-Duqa Najm-ul-Huda Noor-ul-Ula

Khair-ul-Wara, Sadar-Ud-Duqa Najm-ul-Huda Noor-ul-Ula


Sham-ud-Duha, Badar-Ud-Duja, Yani Muhammad-e-Mustafa


Koi Had Hai Unke Uroj Ki

Koi Had Hai Unke Uroj Ki


Jo Gaya Hai Farsh Se Arsh Tak

Who Buraq Le Gaya Be-Dhadhak


Tabq-e-Zameen, Warq-e-Falak

Gaye Neche Paon Say Pul Sarak


Latian Zulf Ki Jo Gaen Latak

Tu Jahan Sara Gaya Mehak

Howi Mast Bulbulianes Qadar

Toh Ye Ghunch Bole Chatak Chatak


Koi Had Hai Unke Urooj Ki

Koi Had Hai Unke Urooj Ki

Koi Had Hai Unke Urooj Ki

Koi Had Hai Unke Urooj Ki

Koi Had Hai Unke Urooj Ki


Rukh-e-Mustafa Ki Ye Roshni

Ye Tajalion Ki Hamahami

Rukh-e-Mustafa Ki Ye Roshni

Ye Tajalion Ki Hamahami


Ke Har Aik Chez Chamak Uthi

Ke Har Aik Chez Chamak Uthi

Kashafadu-Ja-Bi jamalihi

Keh Har Aik Chez Chamak Uthi

Kashafadu-Ja-Bi jamalihi


Koi Had Hai Unke Urooj Ki

Koi Had Hai Unke Urooj Ki

Balaghal Ula Bi Kamaalihi

Koi Had Hai Unke Urooj Ki

Balaghal Ula Bi Kamaalihi


Na Falak Na Chand Na Tare Na Sehar Na Raat Hoti

Na Falak Na Chand Na Tare Na Sehar Na Raat Hoti

Na Tera Jamal Hota Na Ye Kainat Hoti


Koi Had Hai Unke Urooj Ki

Koi Had Hai Unke Urooj Ki

Balaghal Ula Bi Kamaalihi

Koi Had Hai Unke Urooj Ki

Balaghal Ula Bi Kamaalihi


Ay Mazhar-e-Noor e Khuda

Balaghal Ula Bi Kamaalihi

Ay Mazhar-e-Noor e Khuda

Balaghal Ula Bi Kamaalihi


Maula Ali Mushkil Kusha

Kashafadu-Ja-Bi jamalihi

Maula Ali Muskil Kusha

Kashafadu-Ja-Bi jamalihi


Husnain Jaan-e-Fatima

Hasunut Jame-u-Khisalihi

Husnain Jaan-e-Fatima

Hasunut Jame-u-Khisalihi


Yanni Muhammad-e-Mustafa

Yanni Muhammad-e-Mustafa

Sallu Alaihe Wa Alihi

Sallu Alaihe Wa Alihi

Sallu Alaihe Wa Alihi  6x


 I hope you liked Balaghal Ula Be Kamaalehi Lyrics by Ali Zafar, keep visiting Lyrixpk for more latest songs lyrics.

Post a Comment

0 Comments