Yun Pakistan Bana Tha Lyrics
Yun Pakistan Bana Tha Lyrics – Sahir Ali Bagga has written and sung Yun Pakistan Bana Tha Lyrics for the occasion of 14th august Pakistan day.
Title: Yun Pakistan Bana Tha
Singer: Sahir Ali Bagga
Written & composed: Sahir Ali Bagga
Lable: ISPR
Yun Pakistan Bana Tha Lyrics
Jab neend say jaagay sary
Koi aur tha maalik ghar ka
Paeron mai aur kisi kay
Tha ouncha Shimla sir ka
Thi apni mitti laken
Woh khaahat tha aur kisi ka
Woh jeena tha kiya jeena
Tha waqat woh door kisi ka
Kuch zulam thy dekhy asy
Aik aag lagi seene mai
Mil kar jab banne thy taaqat
Jab maqsad tha jeene mai
Jab pass nazarya tha apna
Phir rouk ska na koi
Mil kar aik aik jhonka akhir toufan banna tha
Yun Pakistan bana tha
Mil kar aik aik jhonka akhir toufan banna tha
Yun Pakistan bana tha
Yun Pakistan bana tha
Yun Pakistan bana tha
Itna bhi haq na rakhty thy
Chup kr karty jab sajday the
Khul kar rab ka apne hum tu
Jab naam bhi na ly skty thy
Rahty thy jasay aik darr mai
Jab qaad howy apne ghar mai
Tab ja kar akhir pehchana
Shaheen ki taaqat hai per mai
Tha jam ghulami hum ko
Jab zehar laga peene mai
Mil kar jab bane thy taaqat
Jab maqsad tha jeene mai
Jab pass nazarya tha apna
Phir rouk ska na koi
Mil kar aik aik jhonka akhir toufan banna tha
Yun Pakistan bana tha
Mil kar aik aik jhonka akhir toufan banna tha
Yun Pakistan bana tha
Yun Pakistan bana tha
I hope you like the lyrics of Yun Pakistan Bana Tha stay connected with us for more latest songs lyrics
0 Comments